Mi Phone Unlock Tool



Hey Guys kya aap apne Mi account ka Password bhul chuke hai. Aur ab yaad nahi aa raha hai ki Mi account ki Id aur password kya tha. Agar aapne apne Phone ko hard reset hai to aapko existing id se login karna hoga. Yani ki jis Id and password se pahle mobile login tha. Agar aap usi Account se login nahi karte hai. To Mi account unlock nahi hoga. So agar aap ko Mi account ki Id/Password yaad nahi hai to aaj ki is post me

Mi account unlock/remove download karna sikhayenge. Aur saath hi batane vale hai ki Mi account unlock tool se

EelPhone DelPassCode Android-Unlock Mi Tool to Bypass Xiaomi Screen Lock Without Password. MI account unlocks a tool is a tool that can help you remove or unlock your email account. If your device this device can be connected to an existing MI account. You can remove a micro account after a hard reset of any MI devices like this. You can remove or bypass the Xiaomi phone. Mi Unlock Tool En โ€“ Xiaomi Tools This is the official bootloader unlocker utility to unlock the Android bootloader of all Xiaomi devices running any version of MIUI. All Mi unlock tools. See post #17 for solution. Hi, I have a Redmi Note 4 Qualcomm variant with MIUI Global 8.5 Stable 8.5.4.0 (NCFMIED) ROM. I want to unlock the bootloader but MI Unlock Tool (v2.3.803.10) cannot recognize the phone in fastboot.

Mi account login bypass kaise karte hai.
Is post me hum log sikhenge ki kis tarike se hum Mi account unlock tool download aur Mi account tool ka use karke Mi Cloud account bypass kaise karte hai or Mi account ka password kaise hataye? So friends chaliye jante hai ki ise download and without Id & Password account remove kaise karte hai?

Mi Account Unlock Tool Download & Mi Cloud account Bypass kaise kare?

Guys jab aap phone ko hard reset karte hai. Tab mobile me login sabhi account (Mi cloud bhi) logout ho jata hai. Aur jab hum phone ko start karte hai to hume pahle vale Mi account se login karna padta hai. Aur agar aap Id and password bhul jate hai. To aapko pas 2 raste hote hai.
1.) Pahla to yah ki aapko Forgot Password karke account's password reset kar lijiye. 2.)Mi account unlock tool download karke Mi account ko bypass/remove kar dijiye. Is method ke liye aapke PC/laptop hona jaruri hai.
Yaha par hum second method ko batane vale hai. Agar aap dusri method use karte hai to isme Mi account ko disable kar diya jata hai. Jisse aapko Mi account login nahi karna padta hai. Aur Mi account login remove ho jata hai. Agar aap ise method ko janna chahte hai. To sabse pahle Pc/Laptop me niche diye button se Mi Phone Unlock ToolMi account unlock tool rar download kare. Niche humne Mi account unlock tool use kaise kare bhi bataya hai.

Password๐Ÿ‘‰ ourflashfile.com

Mi Cloud Account Remove or Bypass kaise kare? [How to Use it]

STEP :-1 Upar diye gaye Download button se Unlock tool download karne ke baad ise Extract kar lijiye. Aur

Mi Phone Account Unlock Tool

Mi account Tool.exe ko Run/open kare.

Mi Phone Unlock Tool Download


STEP :-2 Jis kis bhi phone ka Mi cloud login remove karna chahte hai. To sabse pahle us phone ko Switch off kar dijiye.
STEP :-3 Ab Phone ko Recovery mode me le jaye. Recovery mode me jane ke liye Power button ke saath Volume Up button press kare. Mode me enter ho jane par Mi ka logo dikhai dega.
Power button + Volume Up Yeh dono button aapko same time par press karna hai.
STEP :-4 Ab apne Mi phone ko USB ke dvara pc/laptop se connect kare.
STEP :-5 Ab aapko Tool me Information ka button show ho raha hoga. Us par click kare jisse aapko yah pata chal jayega ki Phone connected huya hai ya nahi. Agar USB proper connect nahi hua hai to phir se connect kare.
STEP :-6 USB connect hone ke baad finally Mi cloud account bypass karne ke liye 'Byapass Mi account' button par click kare. Jisse FRP Lock remove ho jayega.
Yeh bhi padhe ๐Ÿ‘‡
โœ” Mi account Delete kaise kare?

Mi Mobile Frp Unlock Tool


Mi Unlock Tool Download Free

โœ” Mi Pay kaise delete kaise kare?
โœ” Android mobile hack kaise kare?
STEP :-7

Mi Mobile Unlock Tool Download

Process ke doran Mi phone automatically Restart hoga. Lekin abhi USB se unplugged nahi kare. Jab tak ki Device properly start nahi ho jata hai. Aur jab tak aap Main screen tak nahi pahuch jate hai phone ko internet se connect bhi nahi kare.
So guys is tarike se aap Mi account unlock tool download karke Mi cloud account ko bypass/remove kar sakte hai. Is tools ki help se aap kisi bhi Mi phone ko unlock kar sakte hai. Agar aapko ise use karne me koi problem hai to hume comment kar jarur bataye.